1st Rajjab Al Murajjab Yaum E Zahoor E Pur Noor E Awlad E Rasool ع, Janasheen E Ali ع O Batool ع, Shehzada E Hasnain karimain ع, Farzand E Sayyid E Sajjad Ibne Hussayn ع Wa Sayyidah Fatimah Binte Hasan ع, Bab-Ul-Hawaiz, Abu Jafar, Imam Ul Awliya, Imam Ul Muslimin, Imam Ul Tahirin, Imam E Panjum, Huzoor Sayyiduna Wa Murshadina wa Maulana Imam Mohammed Al Baqir علیہ السلام Bohot Bohot Mubarak
#Al_Baqir:-
Ibne Hajar Makki رحہ Likhte hai Aap ع ko Baqir esliye kaha jata hai Kyuke Aap ع Ne Uloom E Marfat numaya farmaya aur Ilm O Hikmat Ke Wo Khajane jo makfi aur poshida the inko khola aur zahir farmaya.
{ Sawaiq E Muharkah, Safa-120 }
Hafiz Ibne Kaseer رحہ Likhte Hai Ke وسمی الباقر بقرة العلوم و استبنا طه الحكم aur Aap ع ka naam Baqir esliye rakha gaya Kyuke Aap ع ne Uloom ko khola aur Zahir kiya aur ahkam ko istabnat kiya. Aap ع Rafi' Al-Nasab Aur Aali Al-Hasab The. Aap ع se Riwayat Karne wale Imam Jafar Sadiq علیہ السلام, Hukm bin utebah, Rabi, Imam Amash, Abul Ishaq, Imam Awzayi, Rabi Al-Rayi, Ibne Sahab Juhri wagerah the. Imam Jafar علیہ السلام farmate hai ke Mere Walid ع Apne Zamane Mai Ruye Zamin par sabse Behtar the.
{ Al-Bidaya Wal-Nihaya, Safa-309, J-9 }
Maliq Ibne Amin Jahti رحہ Aap علیہ السلام Ki Midha karte hai ke
" اذا طلب الناس علم القران
کانت قریش علیہ عیالا "
" Jab Log Ilm E Quran Samajhne ka mutalba kare to quresh Es par hi mohtaj the Ya'ani Quresh Ilm E Quran Batane se Aaziz Rahe Kyunke Imam Baqir ع Ke Mohtaj The "
Agar Farzand E Rasool علیہ السلام ke Muh se koi baat nikal jaye to wo beshumar masail aur Jakhire Jami karde Ye wo Sitare hai Jo Har Qism ki Tarikiyo Mai Chalne walo ke liye Chamakte Hai Aur Unke Anwar Se Log Raste Pate Hai
{ Al-Ithaf, Safa-51,
Noor Al-Absar, Safa-251 }

0 تبصرے
اپنا کمینٹ یہاں لکھیں