*⚡24Rajjab Fateh_e_khaibar*
*Imam Ali علیہ السلام Ke Muqable Mai Marhab Nikla Aur Kehne Laga: (Tehqiq Khaybar Janta Hai beshaq mai Marhab hu aur ye ki har waqt hathiar bandh hota hu aur jab jange uthti he to wo badhak uthta he.)*
*Pas Huzoor_Sayyiduna_Maula_Ali علیہ السلام ne farmaya ke mai woh shakhs hu jiska Naam uski #MAA سلام اللہ علیہا ne #HAIDER علیہ السلام rakha he aur mai jangal ke us Sher ke manind hu Jo ek haybat naak Manzar ka Hamil ho ya unke darmiyan ek paimano mai ek bada paimana.*
*Rawi bayan karte he phir Imam Ali علیہ السلام ne Marhab ke sar par ek zarb lagai aur usko qatl kar diya phir Fateh Aap ke Hatho huyi.*
📚Book: Kanz Al Matalib Fi Manaqib E Ali Ibne Abi Talib علیہ السلام
Page: 109
1) Ahmed bin Hambal Fi Al-Musnad, 04/51,
2) Ibne Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 07/393, Al-Hadith Ruqam-36874
3) Imam Tabrani Fi Al-Mu'ajam-Ul-Kabir, 07/17 Al-Hadith Ruqam-6243
طالب دعا
#سید_محمد_غوث_الامیری_قادری

0 تبصرے
اپنا کمینٹ یہاں لکھیں