Hazrat Sayyed Shaah Abu Ahmad, Ali Husain Ashrafi Miyan rahmatullāhi alaihi :
Alqaab :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
A’ala Hazrat, Qutb-ul-Masha'ikh, Qiblatul Ulama, Jameel-ul-Tareeqain, Mehboob-e-Rabbaani.
********************
Aap ki wilaadat 22 Rabi-ul-aakhir 1266 Hijri ko Peer ke roz Subah saadiq ke waqt hui.
Aap ke waalid ka naam Hazrat Haaji Sayyed Saadaat Ali bin Sayyed Shaah Qalandar Bakhsh Ashrafi rahmahtullāhi alaihi hai.
Aap Hasani saadaat hain.
Aap Hazrat Ghauṡ e aazam Shaikh Sayyed Abdul Qaadir Jilani rahmatullāhi alaihi ki nasl se hain.
********************
Aap ki wilaadat ke baad Aap ke waalide mohtaram ne aap ko ghusl diya. Phir Aap ke haath me qalam diya aur use siyaahi me doobokar aap ka haath pakadkar ALLĀH (Ism-e-Jalaalat) likhaaya. Phir zam zam me shahed milaakar aap ke munh me rakha. Phir Hazrat Sayyed Makhdoom Ashraf Jahaangeer Simnani rahmatullāhi alaihi ki dargaah mubarak ka surma aap ki aankho me lagaaya.
********************
Aap bachpan se hi Muttaqi aur parhezgaar the. Aur paabande shariat the.
******************
4 saal 4 mahine aur 4 din ki umr me Shaikh Allama Maulana Gul Muhammad Khalilabadi ke paas Aap ki Bismillāh khwaani ki gai.
Maulana Amaanat Ali Kichhochhawi se Aap ne Faarsi ki ta’aleem haasil ki.
Maulana Salaamat Ali Gorakhpuri aur Maulana Qaadir Baksh Kichhochhawi se majeed ta’aleem haasil ki.
Aap ne 16 saal ki umr me tamaam uloom ki ta’aleem haasil kar li.
****************
1282 Hijri (1865 A.D.) me Aap apne bhai Hazrat Allama Sayyed Shaah Abu Muhammad Ashraf Husain rahmatullāhi alaihi ke mureed hue aur un se uloom-e-baatini ki ta’aleem haasil ki.
1290 Hijri (1873 A.D.) me Hazrat ne Aap ko khilaafat ata farmaai.
Is ke baad kuchh arse tak Aap Aastaana e Aaliya Ashrafiya par tanhaai me mujaahida me mashgool rahe.
*******************
Aap bahot Muttaqi aur parhezgaar the. Aur paabande shariat the.
Aap ne Hindustan, Pakistan, Bangladesh, Nepal, Egypt, Iraq, Yemen, Syria, Turkey aur dusre mulko me islaam aur Chishti Ashrafi silsila ki isha’at ki.
Aap ne bahot saari masjide, madrasa aur idaare taameer kiye.
Jin me Madrasa Ashrafiya (Kichhauchha), aur Jaame Ashraf (Kichhauchha) shaamil hain.
Hazrat Haafiz e Millat Haafiz Abdul Azeez rahmatullāhi alaihi ne Aap ke daste mubarak se ‘Daar-ul-Uloom Ashrafiya Misbaah-ul-Uloom (Mubarakpur)’ ki bunyaad rakhi.
Aap ki ta’aleem aur faiz se be-shumaar logo ko hidaayat mili.
Masha'ikh aur ulama Aap ko Hum-shabeeh e Ghauṡ e aazam kehte the.
********************
Aap ne ‘Tahaa'ife Ashrafi’ (Nazamo ka majmua) naami kitaab likhi hai.
********************
1285 Hijri (1868 A.D.) me Aap ka nikaah Hazrat Sayyed Shaah Himaayat Ashraf bin Sayyed Shaah Naqi-ud-deen Ashraf Biskhari ki saahabzaadi se hua.
********************
Aap ne 3 martaba Hajje Baitullāh ki sa’adat haasil ki.
(1) 1293 Hijri (1876 A.D.) me,
(2) 1323 Hijri (1906 A.D.) me,
(3) 1329 Hijri (1911 A.D.) me (Is Hajj me Aap ne Ta’if, Baitul Muqaddas (Israel), Homs, Aleppo aur Damascus (Syria) aur Egypt ki ziyarat bhi ki),
(4) 1354 Hijri (1936 A.D.) me.
********************
Ek martaba Aap Hazrat Mehboob-e-Ilāhi Nizaam-ud-deen Auliya rahmatullāhi alaihi ke mazaar par Faatiha khwaani ke baad baahar tashreef laaye to A’ala Hazrat Imaam Ahmad Raza Khan Bareilwi rahmatullāhi alaihi se mulaaqaat hui. A’ala Hazrat ne Aap ko dekhkar ek Sher irshaad farmaaya,
“Ashrafi Aye rakht aa'ina husne khoobaan,
Aye Nazar kardah o parwardah seh mehboobaan.”
(Tarjuma : Aye Ashrafi miyan Aap husne khoobiyo ka aa'ina ho,
Aap teen mehboobo ke nazar kardah aur faiz ata kardah ho.)
[3 mehboob se muraad Mehboob e Sub'hāni Shaikh Sayyed Mohiy-ud-deen Abdul Qaadir Jeelaani, Mehboob e Ilāhi Khwaja Sayyed Nizaam-ud-deen Auliya Chishti aur Mehboob e Yazdaani Makhdoom Sayyed Ashraf Jahaangeer Simnani rahmatullāhi alaihi hai.]
******************
Aap Hazrat Allaama Sayyed Shaah Abu Muhammad Ashraf Husain rahmatullāhi alaihi ke mureed aur khalifa hain.
Hazrat Sayyed Shaah Imaad-ud-deen Muhammad Hasan Ghazipuri rahmatullāhi alaihi, Hazrat Sayyed Shaah Aale Rasool Ahmad Barkaati Marehrawi rahmatullāhi alaihi aur Hazrat Shaah Ameer Kabuli rahmatullāhi alaihi ne bhi (Qaadri Munawwari silsila ki) Aap ko khilaafat ata farmai hai.
Hazrat Sayyed Sa’adat Ali Muhaqqiqi rahmatullāhi alaihi ne Aap ko ‘Shattaari’ silsila ki khilaafat ata farmai hai.
Aap ke khulfa :
(1) Hazrat Aalim-e-Rabbaani Sultaan-ul-Waa'izeen Maulana Sayyed Ahmad Ashraf rahmatullāhi alaihi
(2) Hazrat Sarkaar e Kalaan Allama Sayyed Shaah Muhammad Mukhtaar Ashraf al-Ashrafi rahmatullāhi alaihi
(3) Hazrat Mujaahid-e-Millat Maulana Shaah Mohamamd Habeeb-ur-Rahmān rahmatullāhi alaihi
(4) Hazrat Jalaalat-ul-Ilm Haafiz-e-Millat Maulana Haafiz Abdul Azeez Mohaddeeṡ Muradabadi rahmatullāhi alaihi
(5) Hazrat Hujjat-ul-Islaam Maulana Muhammad Haamid Raza Khan Bareilwi rahmatullāhi alaihi
(6) Hazrat Sadr-ul-Afaazil Maulana Sayyed Muhammad Naeem-ud-deen Muradabadi rahmatullāhi alaihi
(7) Hazrat Imaam-ul-Fuqaha wa Mohaddeeṡeen Allama Mufti Sayyed Deedaar Ali Shaah Mohaddeeṡ Alvari rahmatullāhi alaihi
(8) Hazrat Mufasseer-e-Qur’an Allama Mufti Sayyed Abul Hasanaat Ahmad Qaadri Lahori rahmatullāhi alaihi
(9) Hazrat Allama Mufti Sayyed Abul Barkaat Ahmad Qaadri Lahori rahmatullāhi alaihi
(10) Hazrat Mufasseer-e-Qur’an Allama Mufti Sayyed Abul Hasanaat Ahmad Qaadri Lahori rahmatullāhi alaihi
(11) Hazrat Fakhr-ul-Ulama Maulana Sayyed Shaah Muhammad Faqeer Ilahabadi rahmatullāhi alaihi
(12) Hazrat Muballigh-e-Islaam Haaji Sayyed Meer Muhammad Ghulaam Bhik Ashrafi rahmatullāhi alaihi
(13) Hazrat Maulana Sayyed Shaah Ameer Hamza Ashrafi Jalaali rahmatullāhi alaihi
(14) Hazrat Maulana Khaleel-ud-deen Khaleelullāh Shaah Ashrafi Bareilwi rahmatullāhi alaihi
(15) Hazrat Ashraf-ul-Masha'ikh Maulana Ghulaam Qaadir Ashrafi rahmatullāhi alaihi
(16) Hazrat Qutb-e-Rabbaani Maulana Sayyed Shaah Taahir Ashraf Dehlawi rahmatullāhi alaihi
(17) Hazrat Taaj-ul-Ulama Maulana Mufti Muhammad Umar Ashrafi Naeemi Muradabadi rahmatullāhi alaihi
(18) Hazrat Bahr-ul-Uloom Mufti Abdul Hafeez Haqqaani Hafizullāh Shaah Ashrafi rahmatullāhi alaihi
(19) Hazrat Mufti-e-Aazam-e-Pakistan Allama Sayyed Shaah Abul Barkaat Ashrafi Lahori rahmatullāhi alaihi
(20) Hazrat Qutb-e-Madeena Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani Razawi rahmatullāhi alaihi
(21) Hazrat Muballigh-e-aazam Maulana Shaah Abdul Aleem Siddeeqi Meeruti Madani rahmatullāhi alaihi
(22) Hazrat Maulana Shaah Ahmad Mukhtaar Siddeeqi Meeruti rahmatullāhi alaihi
(23) Hazrat Khateeb-e-Aazam Maulana Shaah Arifullāh Meruti rahmatullāhi alaihi
(24) Hazrat Sadr-ul-Ulama, Imam al-Nahw Allama Sayyed Ghulaam Jeelaani Mohaddeeṡ Meeruti rahmatullāhi alaihi
(25) Hazrat Ameen-e-Shariat Mufti Maulana Mufti Sayyed Shaah Rafaaqat Husain Kanpuri rahmatullāhi alaihi
(26) Hazrat Raees-ul-Muhaqqeeqeen Maulana Sayyed Sulaimān Ashraf Bihari rahmatullāhi alaihi
(27) Hazrat Ustaad-ul-Ulama Maulana Mufti Abdul Rasheed Khan rahmatullāhi alaihi
(28) Hazrat Ustaad-ul-Ulama Maulana Muhammad Younus Ashrafi Sambhali rahmatullāhi alaihi
(29) Hazrat Maulana Nisaar Ahmad rahmatullāhi alaihi
(30) Hazrat Mohaddeeṡ e aazam e Pakistan Maulana Sardaar Ahmad rahmatullāhi alaihi
(31) Hazrat Sultaan-ul-waa'izeen Maulana Abdul Ahad Mohaddeeṡ Pilibhiti rahmatullāhi alaihi
(32) Hazrat Makhdoom-ul-Millat Allama Mufti Shaah Haamid Hasan Sambhali rahmatullāhi alaihi,
(33) Hazrat Ajmal-ul-Ulama Mufti Ajmal Husain Qaadri Razawi Sambhali rahmatullāhi alaihi
(34) Hazrat Allama Qaazi Fakhr-ud-deen rahmatullāhi alaihi
(35) Hazrat Maulana Moeen-ud-deen Ajmeri rahmatullāhi alaihi
(36) Hazrat Maulana Shaah Ahmad Hasan Faazil rahmatullāhi alaihi
(37) Hazrat Shaikh Muhamamd Baha-ud-deen rahmatullāhi alaihi
(38) Hazrat Shaikh Sayyed Ahamd Halwani rahmatullāhi alaihi
(39) Hazrat Ala-ud-deen bakari Ashrafi rahmatullāhi alaihi
(40) Hazrat Shaikh Muhkam-ud-deen Ashrafi rahmatullāhi alaihi
(41) Hazrat Allama Muhammad Salah Safi Ashrafi rahmatullāhi alaihi
(42) Hazrat Allama Sayyed Muhammad Abdullāh Hasan Ashrafi rahmatullāhi alaihi
(43) Hazrat Shaikh Sayyed Shaah Nazar rahmatullāhi alaihi
(44) Hazrat Maulana Shaah Mohammad Ali Husain Madani rahmatullāhi alaihi
(45) Hazrat Allama Shaikh Mohammad bin Ahmad Madani rahmatullāhi alaihi
(46) Hazrat Shaikh Hamza Abul Jood Madani rahmatullāhi alaihi
(47) Hazrat Haaji-ul-Haramain Shaikh Sayyed Murtaza Hasan Makki rahmatullāhi alaihi
(48) Hazrat Haaji-ul-Haramain Shaikh Sayyed Aale Rasool Husain Makki rahmatullāhi alaihi.
********************
Aap ka wisaal 11 Rajab 1355 Hijri (27n September 1936 A.D.) ko hua.
Aap mazaar Kichhauchha (Uttar Pradesh) me hai.
****************
ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe me
Aur Hazrat Sayyed Shaah Ali Husain Ashrafi Miyan rahmatullāhi alaihi aur tamaam Auliya Allāh aur Ahle bait ke waseele se
Sab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae.
Aameen.

0 تبصرے
اپنا کمینٹ یہاں لکھیں