Rajjab fazilat

Rajjab fazilat
1. chand raat ko chand ki duaa.
2. 21 tyms salamun kaulam mirrabbir rahim.pura mahina salaamati ke sath juzrega.
3. 21 tyms ya arhamar raaheemin.pura mahina jo dua mangoge puri hogi.
4. 2 tyms surah mulk.iski 30 aayate 30 din ke lie kaafi h.
5. 2 tyms surah yaseen.Allah rozi apne zimme lelege.
6. chalte phirte pura mahina ye dua padhe- Allahumma bariklana fii rajjaba washaabana waballigna ramadhan.
7.rajjab ke mahine me har jumme ko 100 martaba surah ikhlas padhe qayamat ke din noor hoga.
8. jo koi rajjab ke mahine me 30 rakat padle har rakat me surah fatiha ke baad pehli rakat me surah kaafirun 3 tyms aur dusri rakat me surah ikhlas 3 tyms padhe toh allah taala uske saare gunah maaf kardeta h.pure mahine roza rakhne ka sawab milta h aur nxt yr namaze padhe uska bh sawab milta h aur har roz shaheed ka sawab milta h aur pura mahina roza rakhne ka sawab milta h aur jahannum se nijat aur jannat wajib hojati h.
9. rajjab ke mahine me aakhir teen din me jo 300 martaba astagfar padta h allah taala isko baksh dete h aur aakhir 3 din me jo 100 baar surah ikhlas padta h allah taala jannat ke faisle karte h.
10. pure mahine 1000 tyms ye pade- astagfirullahillazi ziljalale walikram min jami iz zunubu wal aasaam.
11. 1 pehli rajjab ,13,14,15 aur 30 rajjab ko roza rakhe bht sawaab h.
12. 7000 tyms ya naafi'oo rajjab shaaban aur ramzan me padhe pura saal in sha allah har cheez nafa hoga.
13. 1st rajjab se 10th rajjab tak subahannal hayyul qayyum. 11th se 20th tak subahanal ahadussamad. 21st se 30th tak subahannal raoof..

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے